Followers

Total Pageviews

Sunday, July 15, 2012

Ek chehra nayab dikhayi deta hai


Ek chehra nayab dikhayi deta hai,
Khawbon mai bhi khawab dikhayi deta hai,
Kon hai jis ki khatir yeh pagal dil,
Har lamha betaab dikhayi deta hai,
Tere hi jalwon se mere afsane ka,
Roshan eke k baab dekhayi deta hai,
Pehli chahat ka nanha sa poda bhi,
Jiwan bhar shadab dikhayi deta hai,
Sapnon ki jab koi basti basti hai,
Be mousam selaab dekhayi deta hai,
Ghat’ti umr ki dolat kis ko dikhti hai,
Bas maal-o-asbaab dekhayi deta hai,
DUKH jaye jab AJNABI wo roshan chehra
Phir kis ki mehtaab dekhayi deta hai…!!!!!

دل میں اک لہر سی اُٹھی ہے ابھی ابھی

Tuesday, April 3, 2012

Dil Ke Zakham

Dil Ke Zakham by urduhub

Jane Kia Lafaz The

Jane Kia Lafaz The by urduhub

Har Baat Par Rotha Na Karo

Har Baat Par Rotha Na Karo @ urduhub

Wohi Paei Roshani


Wohi Paei Roshani by urduhub

Yaar Ke Aei Na Khabr

Yaar Ke Aei Na Khabr By Urduhub
SpeciaDesignPoetry

Chand Bhi Husan Shansa Nikla

Design By AsmatUllah
Chand Bhi Husan Shansa Nikla By urduhub

Mere Mahbob Zara Parda

Design By AsmatUllah

Mere Mahbob Zara Parda by urduhub design by AsmatUllah



Fursat Mile Tu Apna Geriban

Design By AsmatUllah


Fursat Mile Tu Apna Geriban By UrduHub


Saqi Tujhe Ek Taklef

Design By AsmatUllah

Saqi Tujhe Ek Taklef By UrduHub

Woh Mujh Ko Chor Gaya

Design By AsmatUllah


Woh Mujh Ko Chor Gaya By urduHub



Sunday, April 1, 2012

Kash Main Bunda Hota

Kash Main Bunda Hota by urduhubblog

Mere Kamyabi mere Mother

Mere Kamyabi mere Mother by urduhub.blogspot


Teri har baat se mohabbat



Teri har baat se mohabbat ki hai,
Tere ehsaas se mohabbat ki hai,

Tu mere paas nahi hai phir bhi,
Teri yaad se mohabbat ki hai,

Main tum ko kis tarha bhool sakta hoon,
Maine teri har ada se mohabbat ki hai,

Kabhi to usne bhi mujhe yaad kiya hoga,
Maine un lamhe se mohabbat ki hai,

Jin mein ho sirf teri aur meri baatein,
Maine un baato se mohabbat ki hai,

Aur jo mehka ho sirf teri hi mohabbat se,
Maine un jazbaat se mohabbat ki hai,

Tujh se milna to ab khawaab sa lagta hai,
Maine tere intezaar se mohabbat ki hai,

Maine teri har ada se har jaza se mohabbat ki hai,
Maine sirf aur sirf tum se mohabbat ki hai...!!!!

Bss tm udas na hona


bs tm udas na hona,
zindagi ki rahun my onch neech hoti hy,
fasly bhi barhty hain,
chahaten bhi lot'ti hain,
rait k tofanun my,
siskian bhi rolti hain,
ye bhi ain mumkin hy,
aj hm ikhatty hain,
kal ko sath hon na hon,
chahy kuch bhi ho jae,
hoslon ko na khona,
be wajha na rona,
bs tm udas na hona....


آؤ دوستی کر لیں



آؤ دوستی کر لیں
مستقل اس جہاں میں تم بھی نہیں
مستقل اس جہاں میں ہم بھی نہیں
نہ مسرت ہی مستقل ہے یہاں
مستقل اس جہاں میں غم بھی نہیں
تو پھر عداوت ہی مستقل کیوں ہو
آؤ کچھ اس طرح نہ کر دیکھیں
ان اندھیروں میں روشنی کر لیں
دشمنو ! آؤ دوستی کر لیں

بشیر رکشے والا



                                                                       

Thursday, March 29, 2012

وہ ہمسفر تھا مگر



وہ ہمسفر تھا مگر اس سے ہم نوائی نہ تھی
کہ دھوپ چھاؤں کا عالم رہا جدائی نہ تھی
نہ اپنا رنج نہ اپنی دکھ نہ اوروں کا ملال
شب فراق کبھی ہم نے یوں گنوائی نہ تھی
محبتوں کا سفر کچھ اس طرح بھی گزرا تھا
شکستہ دل تھے مسافر شکستہ پائی نہ تھی
عداوتیں تھیں ، تغافل تھا، رنجشیں تھیں بہت
بچھڑنے والے میں سب کچھ تھا ، بے وفائی نہ تھی
بچھڑتے وقت ان آنکھوں میں تھی ہماری غزل
غزل بھی وہ جو کسی کو ابھی سنائی نہ تھی
کسے پکار رہا تھا وہ ڈوبتا ہوا دن
سدا تو آئی تھی لیکن کوئی دہائی نہ تھی
کبھی یہ حال کہ دونوں میں یک دلی تھی نہ تھی
کبھی یہ مرحلہ جیسے کہ آشنائی نہ تھی
عجیب ہوتی ہے راہ سخن بھی دیکھؤ
وہاں بھی آ گئے آخر، جہاں رسائی نہ تھی